 | | woh jantey thay uski hansi mujhe pasand hai, shayad is leye us ne jb bhi dard diya muskuratey howe diya……. |
|
 | | main us key haathon mei tha, tute hue sheeshe ki trha, bari umeed thi k bikhrne nhi dega, bus giraya kuch es adaa sey key, simatne ki aaas hi na rahi………........
|
|
 | | apki yaad main pal pal hasta hai koi, hr sans k sath apko yaad karta he koi, fursat mile to tanhai mein sochna, kitni khamosh mohbat ap se karta hai koi.....kaur2222 |
|
 | | jab rat ko yaad apki aati hai, sitaron mein tasvir apki aati hai, kojti hai nigahe aap jaise pyare dost ko, yaat main jiski subha ho jati hai |
|
 | | raat pendi te tare puch de, din charda te sare push de, galiyan de sare bhache puch de ik thuade to ilava sare hi mickyy da hal puch de for(kaur2222) |
|
 | | na tasvee hai unki jiska didar kiya jaye, na woh he pas jo pyar kiya jaye yeh kaisa darde diya hai khuda ne na kuch kaha jaye na tujh bin raha jaye for(kaur2222) |
|
 | | tujh se milne ki aarzoo bhi hai, aur tu mere ru-d-ru bhi hai, maine socha dil jala daalu ,fir khyaal aaya dil mein tu bhi he |
|
 | | apko paakar ab khona nahi chate itni khushi mili hai ab rona nahi chahte apki judai mein ye haal hai hamara aankhon mein neend hai par sona nahichahte. |
|
 | | kabhi hausla bhi aazmana chahiye.bure waqt memuskurana chahiye...jab 7 din mein khujili ho to 8ve dinnahhaa lena chahiye |
|
 | |
phir satao ke satane mein maza aata hai,
rooth jao ke manane mein maza aata hai,
apna keh dena kisi ko badi baat nahin,
apna keh ker nibhane mein maza aata hai...
zindagi mein kuch lamhey khaas ban gaye,
mile to mulaqat ban gaye,
bicheray to yaad ban gaye,
aur jo dil se na gaye wo aap ban gaye...
|
|
 | |
bechain ehsaaso ka woh sahaara
is begaani kashti ka woh kinaara
bekhudi mein aksar yeh dil jab unko yaad karta hai
unke nashe mein mera har katra katra doob jaata hai…
|
|
 | | hasta hua rakhu tere labo ko hamesha, chumkar jinhe woh pyaari muskaan de jaoo, seene se laga ke rakhu tumhe, mann to karta hai tujhme sama jau. |
|
 | | sunti hi rahu tumhari dhadkano ko, aur apne dil ki har baat kah jau, gum ko kabhi kareeb na aane du, aur tumhe zindage ki khushiya tamaam de jaoo |
|
 | |
kisi ke khatir mohabbat ki inteha kar do….. lekin itna bhi nahi ki usko khuda kar do……. mat chaho kisi ko toot kar itna…… ki apni hi wafao se usko bewafa kar do……
|
|
 | |
ankh khuli to zara hosh aaya
pata chala maut ne hi bewafai kar li...
maut se jo pocha uski bewafai ki wajah....
kaha tere liye kisi ne zindagi ki dua kar li.... |
|
|
 | | in jheel si aankhon me doob jana cahta hoon
mein saari ummer teray saath bitaana chahta hoon
agar tu chahey to is dosti ko apnaa ley
mein to tujhey hr haal mein pana chahta hoon |
|
 | | apni to mohabbat ki itni kahani hai, tooti hui kashti or thera hua pani hai, ek phool kitabon may dam tor chuka hai, magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai… |
|
 | | “..aisa nahi ki humko koi bhi khushi nahi.. lekin ye jindagi bhi koi jindagi nahi… palko se khawab kyu gire..kyu choor ho gaye… kyu jindagi ki rah mai hum dur ho gaye…. |
|
 | | gum ki aahat na aaye tere dar par, pyar ke samandar ka tum hi kinara ho. bhul kar tapke tere ankhon se moti, thame wahi jo tumhe sabhi se pyara ho. |
|
 | | tumhi ko dil diya,tumhi ko jaan denge, kabhi mujhse yeh kaha karte thy, inhi baaton ke sahare tumhara intezar kara.. inhi yaadon mein apni zindagi bita denge… |
|
|